Tark e Rafayadein ki Hadees per Tehqeeqi Jayza (01) (2024)

Tark e Rafayadein ki Hadees per Tehqeeqi Jayza (01) (1)

Tark e Rafayadein ki Hadees per Tehqeeqi Jayza (01)

[Hadees]

Tarjuma :

HazratAlkama Radialla Taala Anhu Riwayat Karte Hai Ki Abdullah Ibn Masood RadiallaTaala Anhu Nay Farmaya “Kya May Tumhe Nabi ﷺ Ki Namaz Na Padhau? Rawi Kehta HaiKi Phir Apne Namaz Padhai Aur Ek Baar (Yani Namaz Kay Shuru May) Kay AlawaRafayadein Nahi Kiya.

MusannafIbn Abi Shayba Jild 2 Hadees 2456

Sunan TirmidhiKitab Us Salat Jild 1 Hadees 243

Sunan NasaiKitab Ul Iftetah Jild 1 Hadees 1029

Musnad AbuYala Jild 8 Safa 453 – 454 Hadees 5040

Sunan KubraLil Nasai Jild 1 Hadees 649

Musnad AhmedJild 2 Hadees 3681

Sunan AbuDawood Kitab Us Salat Jild 1 Hadees 748

Sharah ManiUl Asaar Kitab Us Salat Jild 1 Hadees 1258

Muajam UlKabeer Jild 9 Hadees 9298

Asaar E SunnahSafa 150 Hadees 402

Al MahliJild 3 Safa 4

Nasb ul RayahJild1 Safa 394 Hadees 1705, 1706

Madinatul KubraJild 1 Safa 69

Musanad UlTahawi Jild 5 Safa 364 Hadees 5066

Tamheed LilAbdul Barr Jild 9 Safa 215

Jam’a AlFawaid Jild 1 Safa 73

Athaful MaharJild 10 Safa 392

Teeyasrul WasoolJild 1 Safa 326

MukhtasarulAhkam Jild 2 Safa 103

SharahSunnah Lil Bagawi Jild 3 Safa 24 Tahtul Hadees 561

Nakhbul AfkarJild 4 Safa 163

Al DarayaJild 1 Safa 150

Juzz RafayadeinHadees 32

Tark e Rafayadein ki Hadees per Tehqeeqi Jayza (01) (2)


Sanad : WaqihIbn Jarah > Sufiyan Sawri > Asim Bin Kulayb > Abdur Rehman Bin Aswad> Alkama

1 Waqih IbnJarah

Imam Yayha BinMuin Nay Farmaya Mene Waqih Say Afzal Kisi Ko Nahi Dekha Wo Qibla Ruh HokarHadeesein Yaad Karte, Din Ko Roza Rakhte Aur Raat Ko Ibadat May Guzarte Thay,Aur Imam Abu Hanifa Kay Qaul Per Fatawa Dete Thay.

Imam AhmedBin Hanmbal Farmate Hai Ki Mene Waqih Say Zyada Wasih Ilm Wala Aur Unse BadaHafiz E Hadees Nahi Dekha

Imam HajarNay Farmaya Sihah Sitta Kay Rawiyo May Say Hai, Imam Bukhari, Muslim, Abu DawudKay Shuyukh Nay Inse Riwayat Li Hai, Imam Tirmidhi, Nasai Aur Ibn Shayba KayShuyukh Nay Bhi

Imam AhmedBin Sahal Nay Farmaya Ki Hazrat Waqih Apne Waqt Kay Imam Ul Muslimeen Thay

Tahzib UlTahzib Jild 11 Safa 109 – 114

Taqreeb ut Tahzib Jild 2 Safa 276 Raqam 7414

Tafseel KayLiye Dekhe (Tahzib Ul Kamal Jild 30 Safa 462 Raqam 6695)

Tark e Rafayadein ki Hadees per Tehqeeqi Jayza (01) (3)

2 Sufiyan

Imam Ibn HibbanNay Inko Siqat Nay Zikr Kiya Hai (As Siqat Jild 6 Safa 401)

Imam BukhariNay Inka Zikr Tarikh Ul Kabir May Kiya Hai (Tarikh Ul Kabir Jild 2 Safa 92Raqam 2077)

Imam IbnHajar Nay Inke Baare Farmaya Yeh Siqah, Hifz, Faqeeh, Abid, Imam Hujjat Hai(Taqreeb Ut Tahzib Safa 239 Raqam 2445)

Imam AhmedBin Abdullah Al Ijli Nay Kaha Kufa Ki Sabse Acchi Sanad Hai Sufiyan, AnMansoor, An Ibrahim, An Alkama, An Abdullah

Inse PuriEk Jamat Nay Riwayat Li Hai

(Tahzib UlKamal Jild 11 Safa 154 – 169 Raqam 2407)

Tark e Rafayadein ki Hadees per Tehqeeqi Jayza (01) (4)


3 Asim Bin Kulayb

Imam IjliNay Inhe Siqat May Zikr Kiya Hai (As Siqat Safa 27)

Imam IbnHibban Nay Inhe Siqat May Zikr Kiya Hai (As Siqat Jild 7 Safa 256)

Imam IbnShaheen Nay Inhe Siqat May Zikr Kiya Hai Aur Siqah Mamoon Likha Hai (As Siqat Safa220 Raqam 799)

Imam AhmedBin Hanmbal Nay Kaha Inki Hadees May Koi Kharabi Nahi Hai

Imam IbnMuin Aur Imam Nasai Nay Siqah Kaha Hai

Imam AbuHatim Nay Saleh Kaha

Tahzib UlKamal Jild 13 Safa 538 Raqam 3024

Tark e Rafayadein ki Hadees per Tehqeeqi Jayza (01) (5)


4 AbdurRehman Bin Aswad

Imam IjliNay Inhe Siqat May Zikr Kiya Hai (As Siqat Safa 33)

Imam IbnHibban Nay Inhe Siqat May Zikr Kiya Hai (As Siqat Jild 5 Safa 78)

Imam YahyaBin Muin, Imam Nasai, Ibn Kharash Nay Siqah Kaha Hai (Tahzib Ul Kamal Jild 16Safa 531 – 32 Raqam 3758)

Tark e Rafayadein ki Hadees per Tehqeeqi Jayza (01) (6)

5 Al KamahBin Kaish

Imam IbnHibban Nay Inhe Siqat May Zikr Kiya Hai (As Siqat Jild 5 Safa 207)

Imam AhmedBin Hanmbal Aur Imam Yahya Bin Muin Nay Siqah Kaha

Aap Jaleel UlQadr Tabai Hai Aur Apke Manakib Bahut Zyada Hai

Tahzib UlKamal Jild 20 Safa 300 – 308 Raqam 4017

Tark e Rafayadein ki Hadees per Tehqeeqi Jayza (01) (7)

Lihaza IsTehqeeq Say Sabit Hua Ki Iski Sanad Sahih Hai.

[Aitraaz 1]

Mashur GairMuqallid Zuber Ali Zai Nay (Nur Ul Aynen Safa 129 – 140) Per Is Hadees Ko ZaefSabit Karne Kay Liye Bahut Say Mardud Aitraz Kiye Hai Ki Jinme Say Ek Yeh HaiKi Is Hadees Ka Daromadar Sufiyan Sawri Rehmatullah Alayh Per Hai Aur WoTabqat Salasa Kay Mudallis Hai Aur YehRiwayat Bhi Mu An Ana Hai Lihaza Yeh Riwayat Inki Tadlees Ki Wajah Say ZaefHai.

[ Jawab ]

Hum KehteHai Ki Zuber Ali Zai Sahab Nay Adat Kay Mutabik Har Us Hadees Per Jarah KarRakhi Hai Jo Unke Maslak Kay Khilaf Ho Aur Yeh Aitraz Bhi Zuber Ali Zai AlKazzab Ka Wo Jhoota Dawah Hai Jisme Yeh Akele Hai Aur Haq Baat Yeh Hai Ki ZuberAli Zai Sahab Kabhi Mudallis Ko Mukammal Taur Per Zaef Kehte Hai Aur KabhiMudallis Kay Tabqat Ka Iqrar Karte Hai Jab Khud Inke Qaul May Tazad Paya JaataHai Toh Phir Kisi Mudallis Rawi Kay Baare May Inki Tazaef Ki Kya Keemat?

Jabki ImamSufiyan Sawri Dusre Tabke Kau Mudallis Hai

(Tarif AhleTakdees Lil Ibn Ibn Hajar Safa 24 Raqa 51)

Aur MartabaSaniya Kay Mudallis Ki Tadlees Sama Per Mehmool Ki Jati Hai, In Sha ALLAH AagayAimma E Muhaddiseen Aur Khud Firka E Gair Muqallid Kay Namwar Alimo Say SabitKarege Ki Unhone Imam Sufiyan Sawri Ko Tabqat Saniya Ka Mudallis Mana Hai YaMudallisseen Kay Tabqat Ka Iqrar Kiya Hai.

[ Aimma E Muhaddisseen]

Hafiz Salauddeen(Jama’e Tehsil Safa 106)

Imam IbnSabt Al Ajmi (Asma Ul Mudallissen Safa 66)

Imam AbuJara’a (Kitab Ul Mudallisseen Safa 52)

Imam IbnHajar (Nuqat Ala Ibn Salah Jild 2 Safa 637)

Imam IbnHajar (Tarif Ahle Taqdees Safa 24 Raqam51)

[ Gair MuqallidAlim ]

Maulana Mubarakpuri(Tohfatul Ahozi)

Badiuddin ShahRashdi (Asma Ul Mudallisseen Safa 22)

Hafiz Gondalvi(Khairul Kalam)

Abdullah Ropadi(Fatawa Ahle Hadees Jild 1 Safa 468)

Irshad UlHaq Asri (Tauzihul Kalam Jild 1 Safa 759)

Dr Awab Hussain(Taqbat Ul Mudallisseen Fee Sahih Bukhari Safa 170)

Dr Awab Hussain(Taqbat Ul Mudallisseen Fee Sahih Muslim Safa 72)

Dr Asim BinAbdullah Karyuti (Taqbat Ul Mudallisseen Safa 32)

Dr Rafa’atFauji (Al Mudallisseen Number 52 Hashiya 12)

Dr Nafiz Hussain(Al Mudallisseen Number 52 Hashiya 12)

Yaha HumneTawalat Ki Wajah Say Bahut Say Gair Muqallid Hazraat Kay Naam Nahi Likhe JinkoDarkaar Hai Wo Allama Faisal Khan Ki Tasneef “Masala Tark E Rafaydein Per ZuberAli Zai Kay Aitrazati Mazameen Ka Jawab Safa 77 – 78” Dekhe.

Lihaza SabitHua Kay Imam Sufiyan Sawri Jamhoor Gair Muqalliddeen Kay Nazdeek Tabqat Saniya KayMudallis Hai Lihaza Unka An Ana Is Riwayat Ko Mijar Nahi Aur Yeh Zuber Ali ZaiSahab Ki Munfarid Rai Per Ghadi Hui Imarat Per Zordar Zarb Hai.

[Aitraz 2]

Phir AglaAitraz Jo Zuber Ali Zai Nay Kiya Is Hadees Ki Tashih Karne Wale 2 Aimma Hi Hai,1 Imam Tirmidhi Aur 2 Ibn Hajam Zahiri Jabki Iski Tazaef Karne Wale Kuch NaamGinwaye Hai

[Jawab]

Hum KehteHai Ki Zuber Sahab Nay Yaha Bhi Kizb Bayani Say Kaam Liya Hai Aur Haq KoChupaya Hai Jabki Haq Yeh Hai Ki Bahut Say Muhaddisseen Hazraat Nay Is HadeesKo Sahih Kaha Hai, Pesh Ekhidmat Kuch Chand Hawale.

Imam TirmidhiNay Is Hadees Ko Hasan Sahih Kaha Hai (Sunan Tirmdhi Kitab Us Salat Jild 1Hadees 243)

Mashur GairMuqallid Imam Ibn Hajam Zahiri Nay Isko Sahih Kaha Hai (Al Mahli Jild 3 Safa 4)

Hafiz ZayliLikhte Hai Ki Allama Ibn Katan Ul Magribi Nay Isko Sahih Kaha Hai (Nasb ul Rayah Jild 1 Safa 395)

Allama AyniNay Isey Sahih Kaha Hai (Nakhbul Afkar Jild 2 Safa 601)

Mashur MuhaqeeqAhmed Muhammad Shakir Nay Isey Sahih Kaha Hai (Musnad Ul Ahmed Ba Talikat AhmedMuhammad Shakir Jild 5 Safa 251)

Allama NemwiNay Isey Sahih Kaha Hai (Asaar Se Sunnah Safa 150 Hadees 402)

Aur GairMuqallid Alim Albani Likhte Hai “Haq Toh Yeh Hai Ki Yeh Hadees Imam Muslim KiSharait Per Sahih Hai Aur Jin Logo Nay Isey Ma’lul Qarar Diya Hai Hume Unki KoiAisi Daleel Nahi Mili Jissey Istedlal Sahih Ho Aur Uski Wajah Say Hadees KoRadd Kiya Jaye” (Takhreej Mishkat Jild 1 Safa 254 Raqam 809)

Imam TahawiNay Iski Tasheeh Ki Hai (Sharah Mani Ul Asaar Kitab Us Salat Jild 1 Hadees1258)

Imam IbnKittan Al Fasi Nay Kaha Yeh Sehat Kay Qareeb Hai (Bayan Ul Waham Wal Ibham Jild3 Safa 367)

Imam DarqutniNay Kaha Iski Sanad Sahih Hai (Al Ilal Jild 5 Safa 172)

Allama TurkmaniFarmate Hai Yeh Hadees Imam Muslim Ki Shart Per Sahih Hai (Jawahir Ul Naqi Jild2 Safa 78)

Imam MughaltaiNay Isey Sahih Kaha Hai (Sharab Ibn Majah Jild 5 Safa 1467)

Imam QasimIsey Sahih Kehte Hai (Tarif Ul Akhbar Raqam 167)

Imam IbnHajar Nay Isey Sahih Kaha (Al Daraya Jild 1 Safa 150)

Imam SuyutiNay Isey Sahih Kaha (Imlai Al Masnua Jild 3 Safa 19)

Imam IbnDaqeeq Al Eid Nay Sahih Kaha Hai (Nasb ul RayahJild 1 Safa 395)

Hafiz IbnQayyum Nay Sahih Kaha Hai (Tahzib Ul Sunnah Jild 1 Safa 368)

Allama AbidSindhi Nay Sahih Kaha (Mawahibul Tifa Kalmi Safa 259)

Shaikh HafizSindhi Nay Sahih Kaha (Kashf Ur Rayn Safa 56)

Muhaddis SurtiNay Sahi Kaha (Talik Ul Mujli Safa 305)

Issey YehMalum Hua Ki Yeh Hadees Muhaddisseen Kay Ek Baday Tabke Aur Khususan Gair MuqallidKay 11 Bade Ullema Kay Nazdeek Sahih Hai Jo Aagay Aarahi Hai, Lihaza IsseyZuber Ali Zai Ka Jhoot Bhi Sabit Hogaya.

[Aitraz 3]

Phir ZuberAli Zai Nay Teesra Aitraz Kiya Hai Ki Asim Bin Kulayb Say Riwayat Karne MaySufiyan Sawri Alag Hai.

[Jawab]

Hum KehteHai Kay Zuber Ali Zai Kay Is Aitraz Per Hujjat Qayam Karne Kay Liye Yahi KafiHai Ki Imam Al Hafiz Darqutni Nay Asim Bin Kulayb Say Is Hadees Ko RiwayatKarne May Sufiyan Sawri K 2 Siqah Mutabe

1 Abu BakrNahshli, Siqah Sabt (Tahzib Ul Kamal Jild 33 Safa 156 Raqam 7267

2 AbdullahBin Idris, Siqah Sabt (Tahzib Ul Kamal Jild 14 Safa 293 Raqam 3159

Ginwaye Hai( Ilal Darqutni Jild 5 Safa 171 – 173 Raqam 804)

Aap TamamFaisla Kare Ki Gair Muqallid Zuber Ali Zai Ki Baat Maani Jaye Ya Jaleel Ul QadrImam Ki Jinke Baare May Ek Sawal Kay Jawab May Imam Hakim Nay Kaha Ki ImamDarqutni Nay Khud Apne Jaisa Alim Nahi Dekha Hoga Phir May Kaise Dekh Sakta Hu?(Hashiya Sunan Darqutni Jild 1 Safa 13)

Sabit HuaKay Hazrat Abdullah Ibn Masood Radialla Taala Anhu Ruku May Jaate Aur UthteWaqt Rafayadein Nahi Karte Thay, Ullema E Ahnaf Kehte Hai Ki Hazrat Ibn Masood RadiallaTaala Anhu Jaise Jaleel Ul Qadr Sahabi E Rasool ﷺ Kay Baad Apko Sahaba Ko NamazKa Tareeka Amli Taur Per Sikha Rahe Hai Aur Isme Sirf Baar Iftetah Namaz KayMauke Per Haath Uthate Hai, Issey Yeh Malum Hua Ki Rasul ALLAH ﷺ Ka Mamool YahiTha Aur Yehi Sunnat Hai Agar Hazrat Abdullah Ibn Masood Radialla Taala Anhu NayRasul ALLAH ﷺ Ko Hamesha Rafayadein Karte Hue Dekha Hota Toh Aap Kabhi Bhi Nabiﷺ Kay Khilaf Amal Na Karte Aur Na Huzur Kay Khilaf Iski Taleem Dete, IsliyeImam Abu Hanifa Aur Bahut Say Faqeeh Rafayadein Kay Qayal Nahi Hai Aur YehiKehte Hai Ki Rafayadein Sirf Shuru Namaz May Hi Hai.

Ab AyeDekhte Hai Ki Bahut Say Gair Muqallid Alimo Nay Is Hadees Ki Tasheeh Ki Hai

Maulana NazarAhmed Dehlvi (Fatawa E Nazariya Jild 10 Safa 442)

Muhaqeeq ShuebArnaut (Hashiya Sharah Sunnah Jild 3 Safa 24)

Muhaqeeq ZahirulShawesh (Hashiya Sharah Sunnah Jild 3 Safa 24)

Ataullah Hanif(Talikat Ul Salfiya Safa 123)

Muhammad AbdullahPunjabi (Aqeeda Muhammadiya Jild 2 Safa 116)

Maulana IbrahimSiyalkoti (Wazeh Ul Bayan Safa 399)

NaseereuddinAlbani ( Sahih Ul Nasai Jild 1 Safa 20)

Maulana Ubaidullah(Sharah Mishkat Jild 2 Safa 293)

Dr ShareefMansoor Bin Awn (Marwiyat E Ibn Masood Jild 1 Safa 487)

Hussain SalimAsad (Hashiya Musnad Ul Abi Yala Jild 8 Safa 454)

In Sab GairMuqallid Ullemao Nay Is Hadees Ko Sahih Kaha Hai

Lihaza SabitHua Kay Yeh Hadees Indal Aimma Sahih Hai.

END


Tark e Rafayadein ki Hadees per Tehqeeqi Jayza (01) (2024)

References

Top Articles
Latest Posts
Article information

Author: Moshe Kshlerin

Last Updated:

Views: 6140

Rating: 4.7 / 5 (77 voted)

Reviews: 92% of readers found this page helpful

Author information

Name: Moshe Kshlerin

Birthday: 1994-01-25

Address: Suite 609 315 Lupita Unions, Ronnieburgh, MI 62697

Phone: +2424755286529

Job: District Education Designer

Hobby: Yoga, Gunsmithing, Singing, 3D printing, Nordic skating, Soapmaking, Juggling

Introduction: My name is Moshe Kshlerin, I am a gleaming, attractive, outstanding, pleasant, delightful, outstanding, famous person who loves writing and wants to share my knowledge and understanding with you.